Yaad Rukti Nahi Rok Paane SeYaad rukti nahi rok paane seDil maanta nahi kisi ke manane seRuk jaati hain dhadkane aapko bhool jaane seIsliye aapko yaad karte hain jeene ke bahane se
Hoga Kasu Deewar Ke Saaye Mein ParaHoga kasu deewar ke saaye mein para, mirKya kaam mohabbat se uss aaraam talab koKasu = som
Jeete The Kabhi Hum Bhi Shaan SeJeete the kabhi hum bhi shaan seMehek uthi thi fiza kisi ke naam seGuzre hain hum kuchh aise makam seKe nafrat ho gayi hai mohabbat ke naam se
Garmiye Hasrat-E-Nakaam Se Jal Jaate HainGarmiye hasrat-e-nakaam se jal jaate hainHum chiraagon ki tarah shaam se jal jaate hainShama jalti hai jis aag mein numayish ke liyeHum usi aag mein gumnaam se jal jaate hainJab bhi aata hai tera naam mere naam ke saathJaane kyon log mere naam se jal jaate hain!
Ae Kabristaan Tere Aagosh Mein Itna Sannata Kyu HaiAe kabristaan tere aagosh mein itna sannata kyu haiLog to apni jaan dekar bhi tujhe aabad karte hain
Pyaar Ki Aanch Se To Patthar Bhi Pighal Jata HaiPyaar ki aanch se to patthar bhi pighal jata haiSache dil se sath de to naseeb bhi badal jata haiPyaar ki rahon par mil jaye sacha hamsafarTo kitna bhi gira hua insaan bhi sambhal jata hai